Dilip Kumar Death Anniversary: Powerful Dialogues of the Evergreen Actor That Can Never be Forgotten
Dilip Kumar Death Anniversary: Powerful Dialogues of the Evergreen Actor That Can Never be Forgotten
On Dilip Kumar's death anniversary, here's a look at some of his influential and empowering dialogues that created magic on the big screens

DILIP KUMAR DEATH ANNIVERSARY: Dilip Kumar, famously known as the ‘tragedy king’ of Hindi cinema, delivered umpteen blockbusters hits on the silver screen in his career that spanned six decades. While acting came naturally to him, he portrayed several unconventional roles be it in Devdas or Daag.

In an unfortunate turn of events, the evergreen star passed away last year on July 7 owing to multiple age-related issues, testicular cancer, and pleural effusion. Today, on his death anniversary, here we have listed down a slew of his influential and empowering dialogues that created magic on the big screens.

Dilip Kumar’s memorable dialogues

  1. Kaun kambakht hai jo bardasht karne ke liye peeta hai. Main toh peeta hoon ke bas saans le sakoon – Devdas
  2. Haq hamesha sar jhukake nahin… sar uthake maanga jaata hai – Saudagar
  3. Taqdeerein badal jaati hai, zamana badal jaata hai, mulkon ki tarikh badal jaati hai, Shahenshah badal jaate hai … magar is badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai … woh insaan nahi badalta – Mughal-E-Azam
  4. Joh log sachai ki tarafdari ki kasam khate hain…zindagi unke bade kathin imtihaan leti hai – Shakti
  5. Tumhari zindagi mere haath mein hai… aur tumhari maut bhi – Karma
  6. Kagazaat par dastakhat main hamesha apne kalam se karta hoon – Vidhaata
  7. Agar main chor hoon, toh mujhse chori karane waale tum ho…aur agar main mujrim hoon, toh mujhse jurm karane waale bhi tum ho – Vidhaata
  8. Doobti hui kashti mein bhagne wale kabhi sahil ka muh tak nahi dekhte – Leader
  9. Mohabbat jo darti hai, vo mohabbat nahi, ayaashi hai, gunah hai – Mughal-E-Azam
  10. Hosh se keh do, kabhi hosh na aane paaye – Devdas
  11. Khabar bas yahi hai, ki zinda hai – Devdas
  12. Mera dil bhi aapka koi Hindustan nahi, jispar aap hukumat karein – Mughal-E-Azam
  13. Taqdeerein badal jaati hain, zamana badal jaata hai, mulkon ki taarikh badal jaati hai, shahenshah badal jaate hain, magar iss badalti hui duniya mein mohabbat jis insaan ka daaman thaam leti hai, woh insaan nahi badalta – Mughal-E-Azam
  14. Joh log sachai ki tarafdari ki kasam khate hain….zindagi unke bade kathin imtihaan leti hai – Shakti
  15. Main kisi se nahi darta, main zindagi se nahi darta, maut se nahi darta, andheron se nahi darta, darta hoon toh sirf khoobsurati se – Sangdil

Read all the Latest News, Breaking News, watch Top Videos and Live TV here.

What's your reaction?

Comments

https://popochek.com/assets/images/user-avatar-s.jpg

0 comment

Write the first comment for this!